Wednesday, March 30, 2011

hope


jab raqueeb hee na rahe
janaaze toh uthenge,
jaakar bataa do unhe,
jo laashon ko liye phirte hain,
ab kabr mein bhi araam nahee.
in hawaaon ka zeher
is kadar zehen mein ghul gaya hai,
saans mein bhi raahat nahee.

na dawaa hai, na hua hai
ibaadat ka hee koi asar,
jiye jaa rahe hain
is chaah mein magar,
thaam loge kabhi toh
haath hamara,
padegi hum par bhi kabhi
reham ki nazar.

4 comments:

Manjushree Abhinav said...

forget it, darling. koi raham nahin karne wala. it will only get worse, if you expect things to change.
what can help is a change in our attitude from victim consciousness to veer bhav.
sir uthakar kaho, karna hai jo woh karle re sadho...
the only way to become powerful is to become aware of it...

manisha lakhe said...
This comment has been removed by the author.
manisha lakhe said...

mountain girl, the blue one needs surrender for reham and i am tired of inhaling the dust and the dirt when prostrating. that's why...

Abhi said...

Outstanding poem!!!